Indian Film History

Dekhte Dekhte Lyrics

From Humko Deewana Kar Gaye (2006)

Duration
5:26
Dekhte dekhte hum Kahan kho gaye Jaan e man ishq mein Kya se kya ho gaye Dekhte dekhte hum Kahan kho gaye Jaan e man ishq mein Kya se kya ho gaye Chaahaton ke safar Mein pata na chala Chaahaton ke safar Mein pata na chala Manzilein thi yaha Raaste kho gaye Dekhte dekhte hum Kahan kho gaye Jaan e man ishq mein Kya se kya ho gaye Chaahaton ke safar Mein pata na chala Chaahaton ke safar Mein pata na chala Manzilein thi yaha Raaste kho gaye Dekhte dekhte hum Kahan kho gaye Oh thandi thandi Hawaon mein koyi Ho garm shola Pirone laga hai Pyaar ki barf Se jism o jaan Ko bhigone laga hai Do dilon ke ehsaas ka Yeh to mausam hai pyaas ka Sochte sochte hum Kahan kho gaye Jaan e man ishq mein Kya se kya ho gaye Chaahaton ke safar Mein pata na chala Chaahaton ke safar Mein pata na chala Manzilein thi yaha Raaste kho gaye Dekhte dekhte hum Kahan kho gaye Ho tune chaaha Humein jaan e jaana Yeh to deewangi ka sila hai Lag raha kyon humein Aaj humko zamaana mila hai Aisi baatein karte raho Yun hi humpe marte raho Humsafar humsafar Hum kahan aa gaye Jaan e man ishq mein Kya se kya ho gaye Chaahaton ke safar Mein pata na chala Chaahaton ke safar Mein pata na chala Manzilein thi yaha Raaste kho gaye Dekhte dekhte hum Kahan kho gaye Jaan e man ishq mein Kya se kya ho gaye Chaahaton ke safar Mein pata na chala Chaahaton ke safar Mein pata na chala Manzilein thi yaha Raaste kho gaye Manzilein thi yaha Raaste kho gaye.

More songs from Humko Deewana Kar Gaye

Dekhte Dekhte Lyrics - Humko Deewana Kar Gaye (2006) | Indian Film History