Fanah Lyrics | Humko Deewana Kar Gaye

            
            Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Ab yeh jaan le le yaar
Ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Ab yeh jaan le le yaar
Ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah

Har lamha tera
Junoon sach sach
Aaye kabhi na
Sakoon sach sach
Khwaabon khayalon
Mein tu hai sach sach

Deewanapan kya
Kahoon ab sach
Mohabbat mohabbat
Hai chaaron taraf
Kahin aur kuch bhi
Dikha hi na de
Teri hi sadaayein
Rabba har jagah
Siwa tere kuch bhi
Suna hi na de
Ab yeh jaan le le yaar
Ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar
Ab ya khuda
Ab yeh jaan le le yaar
Ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le
Yaar ab ya khuda
Fanah fanah yeh
Dil huwa fanah
Fanah fanah yeh
Dil huwa fanah
Fanah fanah yeh
Dil huwa fanah

Har pal hai tera
Nasha sach sach
Yeh dil hai tujhpe
Fida sach sach

Betaab hain dhadkanein
Bhi sach sach
Kya jaana tujhko
Pata sach sach
Kabhi arsh pe to
Kabhi farsh pe
Tera chehra aata
Hai mujhko nazar
Mohabbat mein
Gumsum huwa is kadar
Na aagaaz anjaam ki hai fikar
Ab yeh jaan le le yaar
Ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Ab yeh jaan le le yaar
Ab ya imaan le le yaar ab
To jahaan le le yaar ab ya khuda
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah
Fanah fanah yeh dil huwa fanah.