Indian Film History

Ye Chanda Roos Kaa Lyrics

From Insan Jaag Utha (1959)

Lyricist
Shailendra
Duration
6:35
Ree daiyyaa ree daiyyaa Ree daiyyaa Dekho re dekho log ajooba Ye beesween sadi ka Dekho re dekho log ajooba Ye beesween sadi ka Aasmaan ke chand to chhoone Niklaa chaand zameen ka Re logo ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Gorey gorey mukh par tu ne Aisa ghoonghat daalaa haay Gorey gorey mukh par tu ne Aisa ghoonghat daalaa Aankhon waale taras gaye Dekhoon mein kismat walah aahe waah Ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Dushman dekhe jal jal jaaye Dost kahe kyaa kehne. . . . Dushman dekhe jal jal jaaye Dost kahe kyaa kehne Dekhen kis par karam karey tu Kaun ye sehraa pehne Aha haa haa haa Ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Roop nagar se prem nagar tak Roz karey ik phera aaaa haaaa Roop nagar se prem nagar tak Roz karey ik phera Teri ik muskaan shaam Aur ik muskaan saveraa O maarraa Ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Haa haa ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Haa haa ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Haa haa ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka Haa haa ye chanda roos ka Na ye japaan ka Na ye amreekan pyaare Ye to hai hindustaan ka.

More songs from Insan Jaag Utha

Ye Chanda Roos Kaa Lyrics - Insan Jaag Utha (1959) | Indian Film History