Indian Film History

Sapno Ka Woh Saathi Lyrics

From Iraada (1991)

Lyricist
Anjaan
Duration
4:43
Sapno ka woh saathi Samne jab aa jaaye Dil to bahut Kuchh kehna chahe Par kuchh kaha na jaaye Sapno ka woh saathi Samne jab aa jaaye Dil to bahut Kuchh kehna chahe Dil to bahut Kuchh kehna chahe Par kuchh kaha na jaaye To is ko kya kahiye haay To is ko kya kahiye Man bina pankhke Kaise udane lage Man bina pankhke Kaise udane lage Tan badan mein nayi Koi sehran jage Jhooki jhooki palke Khoi khoi ankhiya Jhooki jhooki palke Khoi khoi ankhiya Bin bole bole Man ki wo batiyaa Aisi haseen bas ek nazar se Saara bhed khul jaaye To is ko kya kahiye haay To is ko kya kahiye Sapno ka woh saathi Samne jab aa jaaye Sapno ka woh saathi Mera ho kar rahe aur koi nahin Mera ho kar rahe aur koi nahin Zindgi ka safar hain Umr bhar se haseen Kaisi yeh khushboo Tan mehakaye Kaisi yeh khushboo Tan mehakaye Jaane nasha Kya saanso pe chhye Dekhu jidhar dekhu tujhe Kuchh aur nazar na aaye To is ko kya kahiye haay To is ko kya kahiye Kahi yeh pyar to nahi.

More songs from Iraada