Indian Film History

Dil Bekarar Sa Hai, Humko Khumar Sa Hai Lyrics

From Ishaara (1964)

Duration
3:11
dil bekarar sa hai, humko khumar sa hai jab se tumhe dekha sanam dil bekarar sa hai, humko khumar sa hai jab se tumhe dekha sanam dil bekarar sa hai jab tak nigaho se teri, dil ki mulakate na thi jine ko jite the magar, ye rang ye bate na thi ab humne jana bat kya hai in nigaho ki kasam dil bekarar sa hai, humko khumar sa hai jab se tumhe dekha sanam dil bekarar sa hai jitne huye humse khafa, utne hi tum pyare huye hum to isi andaz par, baithe hai dil hare huye ab humne jana pyar kya hai in adao ki kasam dil bekarar sa hai, humko khumar sa hai jab se tumhe dekha sanam dil bekarar sa hai dil bekarar sa hai, humko khumar sa hai jab se tumhe dekha sanam dil bekarar sa hai

More songs from Ishaara

Dil Bekarar Sa Hai, Humko Khumar Sa Hai Lyrics - Ishaara (1964) | Indian Film History