Tose Naina Laga Ke Mai Hari Lyrics | Ishaara

                        
                        tosey naina laga ke mai hari 
tosey naina laga ke mai hari 
tosey naina laga ke mai hari
tosey naina laga ke mai hari
sari raina jali mai bechari
sari raina jali mai bechari
tosey naina laga ke mai hari 
tosey naina laga ke mai hari 

chor rahaman me mat musakao
chor rahaman me mat musakao
piya jhuti jhuti kasam mat khao
oo piya jhuti jhuti
piya jhuti jhuti kasam mat khao
ji na jalao saiya 
ab chhodo baiya hamari 
tosey naina laga ke mai hari 
tosey naina laga ke mai hari 

hath me mahke kiska gajara
hath me mahke kiska gajara
mukh pe laga hai balam kaisa kajra
mukh pe laga hai mukh pe laga hai
balam kaisa kajara mai tumko pahchanu 
sari batiya janu tihari 
tosey naina laga ke mai hari 
tosey naina laga ke mai hari