Indian Film History

Ulajh Gaya Jiya Mera Lyrics

From Jadoo (1951)

Music
Naushad
Duration
5:41
Ulajh gaya jiya mera Nainon ke jaal mein Nainon ke jaal mein Badi bholi thhi aa gayi main Badi bholi thhi aa gayi main Baalam ki chaal mein Ulajh gaya Ulajh gaya jiya mera Nainon ke jaal mein Nainon ke jaal mein Ho o o o ho o o o o Maine to laakh chaaha Dil na lagaaun Dil na lagaaun Maine to laakh chaaha Dil na lagaaun Dil na lagaaun Nazron ki maar bhala Kaise bhulaaun Kaise bhulaaun Nazron ki maar bhala Kaise bhulaaun Kaise bhulaaun Main pad gayi Haaye rama kaise janjaal mein Main pad gayi Main pad gayi Haaye rama kaise janjaal mein Ae ae ae Ulajh gaya jiya mera Nainon ke jaal mein Nainon ke jaal mein Ho o o o ho o o o Baithi hoon piya tujhe Man mein basaaye Man mein basaaye Baithi hun piya tujhe Man mein basaaye Man mein basaaye Dhadke hai dil mera Nindiya na aaye Dhadke hai dil mera Nindiya na aaye Tu bas gaya Dheere dheere Mere khayaal mein Tu bas gaya tu bas gaya Dheere dheere Mere khayaal mein ae ae ae Ulajh gaya jiya mera Nainon ke jaal mein Nainon ke jaal mein Badi bholi thhi aa gayi main Baalam ki chaal mein Ulajh gaya.

More songs from Jadoo