Sabko Salam Karte Hain Lyrics | Jagir

                        
                        Sab ko salam karte hai
Sabse kalam karte hai
Dekho tamase kya kya
Hum aaj sham karte hai
Koi nahi jo kar sakta
Hum vo kaam karte hai

Sab ko salam karte hai
Sabse kalam karte hai
Dekho tamase kya kya
Hum aaj sham karte hai
Koi nahi jo kar sakta
Hum vo kaam karte hai

Sab ko salam karte hai

Hum hans ke jeete hai
Hum hans ke marte hai
Khali khuda hai vo hum jis se dharte hai
Jis baat pe hum kissa tamam karte hai

Sab ko salam karte hai

Chabhi hum rahte hai sare khajane ki
Hum se khabar tum sun lo sare jamane ki
Aanko hi aanko me hum
Katale aam karte hai
Sabko salam karte hai
Sabko kalam karte hai
Dekho tamase kya kya
Hum aaj sham karte hai
Koi nahi jo kar sakta
Hum vo kaam karte hai.