Indian Film History

Sach Kahta Hai Lyrics

From Jagir (1984)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:22
Sach kahta hai Sach kahta hai ye sara zamana Sach kahta hai ye sara zamana Naya naya hota hai,purana purana Ye to kahwat hai barso purani Socho nayi koi chedo kahani Kya unse kah do humne ye mana Kya unse kah do humne ye mana Naya naya hota hai,purana purana Are naya naya hota hai,purana purana Naye mein chamak hai Purane mein chah hai Naya na kuch ho to zamane mein kya Chamkata jo kuch nahi hai vo sona Purana hai insaan,naya hai khilona Khilona ki jhuti,khilona ki jhuti Khilona ki jhuti chamak pe na jana Naya naya hota hai,purana purana Are naya naya hota hai,purana purana Mohabbat ki panti mein jo ek nishani Mohabbat ki panti mein jo ek nishani Vo hoti hai tasveer purani Purane chand sathi mile kaha par Yahi baat aati hai,sabki jubaa par Naya yaar koi nasiba sunana Naya yaar koi nasiba sunana Naya naya hota hai,purana purana Are naya naya hota hai,purana purana Jaha par khadi thi vahi pe vahi ho Jaha par khadi thi vahi pe vahi ho Tumhara zamana gaya tum yahi ho Ab aur hum kya kahe soniye Sab kuch to tum kah gayi Zameen pe tum ho aur hum aasma par Hua kya laga chup ka tala juba par Nahi yaad kya aur koi bahana Nahi yaad kya aur koi bahana Naya naya hota hai,purana purana Naya naya hota hai,purana purana Sach kahta hai ye sara zamana Naya naya hota hai,purana purana Naya naya hota hai,purana purana.

More songs from Jagir

Sach Kahta Hai Lyrics - Jagir (1984) | Indian Film History