Indian Film History

Hey Deva Lyrics

From Jai Dwarkadheesh (1977)

Lyricist
Bharat Vyas
Duration
4:12
He deva he deva hum Aaye dwar tumhare Sankat me pran hamare Parbhu sankat aaj haro Hum par itni daya karo Jai jai ganpati deva Hum kare tumhari sewa Jai jai ganpati deva Hum kare tumhari sewa He deva he deva Sabse partham tumhara pujan Hota magal kari Hota magal kari Gajanand anand Pand tum ho sabke hitkari Tum ho sabke hitkari Jab jab vighan pade bhakto par Tumne laz bachai Tumne laz bachai Koi pujaran tere Dwar se khali hath na aayi He deva he deva Darsh bina vyakul Hai jiyra pyase pyase naina Pyase pyase naina Rah nihar nihar Thaki hu din bine na raina He fal nayak sidhik vinayak Ab to darsh karado Ab to darsh karado Mere man ke manmohan Ab to aaj milado He deva he deva Hum aaye dwar tumhare Sankat me pran hamare Parbhu sankat aaj Haro hum par itni daya karo Hum to bhola bhale Man ki bigdi bat bana do Bigdi bat bana do Tum jag ke palak Ho hamko jab ninda se bacha do Jab ninda se bacha do Agar hamari bhakti Sachi apni shakti dikha do Apni shakti dikha do Jo kalang hum pe Laga hai ab wo kalank mita do Ab wo kalank mita do Ab wo kalank mita do Ab wo kalank mita do Ab wo kalank mita do Mita do mita do mita do.

More songs from Jai Dwarkadheesh