Indian Film History

Vaaman Avatar Lyrics

From Jai Dwarkadheesh (1977)

Lyricist
Bharat Vyas
Duration
3:45
Balak jaisa roop liye Sar jhat bhaye sukumar Bhakat ke ghar bhagwan chale Le vaman ka awatar Danaw pati bali ko tha bada Dan pe abhimaan Uski pariksha lene chale Yachak ban kar bhagwan Yachak ban kar bhagwan Bali ne balak se pucha Bolo kya iccha aapki Vaman bola jagah chahiye Teen kadam ke maap ki Teen kadam teen Kadam teen kadam Bali hue tyar lekin Sukra charya ne jaan liya Vaman ka ye rup liye Shri vishnu ko pahchan liya Suksham rup dhar sukra charya bhi Suksham rup dhar sukra charya bhi Bich kamandal shama gaye Vaman ke tinke se apne Nayan ke jyoti gawa gaye Vaman ke tinke se apne Nayan ke jyoti gawa gaye Pahle pag se dharti mapi Duje pag se gagan liya Pahle pag se dharti mapi Duje pag se gagan liya Tije bali padmi the Tije bali padmi the Bali ne bhi mastak jhuka diya Bali gaya patal dev Gan dete hai aashish Jai dwarka dhish.

More songs from Jai Dwarkadheesh

Vaaman Avatar Lyrics - Jai Dwarkadheesh (1977) | Indian Film History