Judaai Lyrics | Jannat

                        
                        Char dino ka Pyaar o Rabba
Lambi judai lambi judai
Char dino ka Pyaar o Rabba
Lambi judai lambi judai

Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya

Khoya raha mein saason mein apne
Aahat bhi teri bhool gaya mein
Kitna jeeya hoon Tanha raho hoon
Ishq tera bhool gaya hooon
Khoya raha mein saason mein apne
Aahat bhi teri bhool gaya mein
Kitna jeeya hoon Tanha raho hoon
Ishq tera bhool gaya hooon

Uljha raha mein is zindagi mein
Dil ki duhai dil ki duhai

Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya

Kithe mein jau
O O

Har bebasi mein
Is zindagi ne
Tujhko hi chaha
Tujhko hi manga

Jin raston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na Pyaar na paya

Har bebasi mein
Is zindagi ne
Tujhko hi chaha
Tujhko hi manga

Jin raston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na Pyaar na paya

Khud ko chupake rahon se guzre
Dil ko sambhle dil ko sambhle

Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya.