Dil Dhadakne Ka Lyrics | Janta Ki Adalat

                        
                        Dil dhadkane ka bahana dhundta hai
Dil dhadakne ka bahana dhundta hai
Ab tere dil mein
Ab tere dil mein thikana dhundta hai
Dil dhadakne ka bahana dhundta hai

Dil dhadakne ka bahana dhundta hai
Ab tere dil mein
Ab tere dil mein thikana dhundta hai
Dil dhadakne ka bahana dhundta hai
Dil dhadakne ka bahana dhundta hai

Tumse mile jo hum ho gayi shuru sanam
Tumse mile jo hum ho gayi shuru sanam
Teri meri prem kahani
Mere ang ang mein tera hi rang hai
Main to hu teri deewani
Main to hu teri deewani
Teer nazro ka nishana dhundta hai
Teer nazro ka nishana dhundta hai
Ab tere dil mein
Ab tere dil mein thikana dhundta hai
Dil dhadakne ka bahana dhundta hai
Dil dhadakne ka bahana dhundta hai

Pyar ki kitabo mein mahake gulabo mein
Pyar ki kitabo mein mahake gulabo mein
Tera hi chehra khila hai
Saanso ke safar mein naino ke ghar mein
Tu chhup ke rahne laga hai
Tu chhup ke rahne laga hai
Dil ka rahi aashiyana dhundta hai
Dil ka rahi aashiyana dhundta hai
Ab tere dil mein
Ab tere dil mein thikana dhundta hai

Dil dhadakne ka bahana dhundta hai
Dil dhadakne ka bahana dhundta hai.