Indian Film History

Chandni Ki Paalki Mein Baithkar Koi Lyrics

From Jeewan Jyoti (1953)

Duration
4:13
Hmm hmm hmm hmm hmm hmm Hmm hmm hmm hmm hmm hmm Aa aa aa aa Aaa aaa aaa Chandni ki paalki mein baithkar Koi aane waala hai Tasweeren banti hain Kirnen si chhanti hain Mere khayaalon mein aaj Tasweeren banti hain Kirnen si chhanti hain Mere khayaalon mein aaj Mamta ki baanhon mein Jeewan ki raahon mein Koi aane waala hai Tasweeren banti hain Aaa aaa aaa Aaa aaa aaa Wo meri saanson mein Liye hai khushboo Nanhe munne saans ki Dheere dheere ek moorat Ban rahi hai aankh ki Mamta ki baanhon mein Jeewan ki raahon mein Koi aane waala hai Tasweeren banti hain Man ke sapne phool banke Chhoote tan ki daar pe Gungunaakar mast jhhonke Keh rahe hain pyaar se Mamta ki baanhon mein Jeewan ki raahon mein Koi aane waala hai Tasweeren banti hain Aaa aaa aaa Aaa aaa aaa Jyot se ik jyot jaagi Kalpana ki raah mein Badh gaya ik aur bandhan Do dilon ki chaah mein Mamta ki baanhon mein Jeewan ki raahon mein Koi aane waala hai Tasweeren banti hain Kirnen si chhanti hain Mere khayaalon mein aaj Tasweeren banti hain Kirnen si chhanti hain Mere khayaalon mein aaj Mamta ki baahon mein Jeewan ki raahon mein Koi aane waala hai Tasweeren banti hain.

More songs from Jeewan Jyoti

Chandni Ki Paalki Mein Baithkar Koi Lyrics - Jeewan Jyoti (1953) | Indian Film History