Indian Film History

Saari Khushiyan Saath Aayi Lyrics

From Jeewan Jyoti (1953)

Duration
3:06
Saari khushiyan saath aayi aap jab aaye Mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye Saari khushiyan saath aayi aap jab aaye Mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye Ho saari khushiyan Tumse milkar aarzu man uchal aane laga Tumse milkar aarzu man uchal aane laga Tumse milkar hamko pyar aane laga Mil gayi hai aap dil nikal jaye Mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye Ho saari khushiyan Jindagi ki dhup mein rahat na saya mil gaya Jindagi ki dhup mein Jindagi ki dhup mein rahat na saya mil gaya Jo tha apno se bechara thukraya apna mil gaya Mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye Ho saari khushiyan Jo kabhi aaye na the wo khyal aane lage Jo kabhi aaye na the Jo kabhi aaye na the wo khyal aane lage Raat bhar aankho mein khwab lahrane lage Ek najar mein hum to ghyal ho gaye Mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye Ho saari khushiyan.

More songs from Jeewan Jyoti

Saari Khushiyan Saath Aayi Lyrics - Jeewan Jyoti (1953) | Indian Film History