Indian Film History

Kahan Chal Diye Idhar Toh Aao Lyrics

From Jhuk Gaya Aasman (1968)

Duration
3:35
Kahan chal diye, idhar toh aao Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar Maan bhee jao Maan bhee jao Maan bhee jao Kahan chal diye, idhar toh aao Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar Maan bhee jao Maan bhee jao Maan bhee jao Hamaarii jaan jaatii hai Adaa kahate ho tum isako Hamaarii jaan jaatii hai Adaa kahate ho tum isako Bade masuum qaatil ho Sazaa dete ho tum mujhako Bade masuum qaatil ho Sazaa dete ho tum mujhako Kahan chal diye, idhar toh aao Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar Maan bhee jao Maan bhee jao Maan bhee jao Kahan chal diye, idhar toh aao Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar Maan bhee jao Maan bhee jao Maan bhee jao Khilona jan kar humdum Mere dil ko na todo tum Khilona jan kar humdum Mere dil ko na todo tum Mai rahee hu mohabbat ka Akela abb na chhodo tum Mai rahee hu mohabbat ka Akela abb na chhodo tum Kahan chal diye, idhar toh aao Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar Maan bhee jao Maan bhee jao Maan bhee jao Kahan chal diye, idhar toh aao Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar Maan bhee jao Maan bhee jao Maan bhee jao Mere dil me chale aao Ke yeh dil bhee tumhara hai Mere dil me chale aao Ke yeh dil bhee tumhara hai Tumhara pyar hee abb mere jine ka sahara hai Tumhara pyar hee abb mere jine ka sahara hai Kahan chal diye, idhar toh aao Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar Maan bhee jao Maan bhee jao Maan bhee jao Kahan chal diye, idhar toh aao Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar Maan bhee jao Maan bhee jao Maan bhee jao Kahan chal diye.

More songs from Jhuk Gaya Aasman

Kahan Chal Diye Idhar Toh Aao Lyrics - Jhuk Gaya Aasman (1968) | Indian Film History