Indian Film History

Meri Ankho Ki Nindiya Chura Le Gaya Lyrics

From Jhuk Gaya Aasman (1968)

Duration
4:23
Meri aankhon ki nindiya churaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Meri aankhon ki nindiya churaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Ho baaton baaton mein dil ko udaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Baaton baaton mein dil ko udaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Apni aankhon se afsaane kehti rahi Main to yaadon ke toofaan mein behti rahi Main to yaadon ke toofaan mein behti rahi Koyi maujon mein mujh ko bahaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Baaton baaton mein dil ko udaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Meri aankhon ki nindiya churaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Aisa bandhan bandhaa hai kabhi na khuley Khatm hote nahin pyaar ke silsiley Khatm hote nahin pyaar ke silsiley Zindagi bhar ko apnaa banaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Meri aankhon ki nindiya churaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Haan baaton baaton mein dil ko udaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Woh khushi mil gayee Main bayaan kya karoon Ladkhadaati hai meri zubaan kya karoon Ladkhadaati hai meri zubaan kya karoon Dil ke doley mein koyi bithhaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Ho baaton baaton mein dil ko udaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun Meri aankhon ki nindiya churaa le gayaa Tumhaare siwaa kaun Tumhaare siwaa kaun.

More songs from Jhuk Gaya Aasman

Meri Ankho Ki Nindiya Chura Le Gaya Lyrics - Jhuk Gaya Aasman (1968) | Indian Film History