Indian Film History

Insaan Ko He Kartar Wo De Lyrics

From Jogi (1982)

Duration
7:20
Jai shiv shankar jai shiv shankar Shiv shankar kailash pati Jai shiv shankar jai shiv shankar Shiv shankar kailash pati Insaan ko he kartar wo de Sansar jo baske ujade na Aur pyar bhi aisa pyar mile ek bar To milke bichhde na Jai shiv shankar jai shiv shankar Shiv shankar kailash pati Insan ko he kartar wo de Sansar jo baske ujade na Aur pyar bhi aisa pyar mile ek bar To milke bichhde na Jai shiv shankar jai shiv shankar Shiv shankar kailash pati Jai shiv shankar jai shiv shankar Shiv shankar kailash pati Ghar ghar sukh ki jyot jaga de Kar de dur andhera Duniya ke dukh mujhko de de Lele jivan mera Ghar ghar sukh ki jyot jaga de Kar de dur andhera Duniya ke dukh mujhko de de Lele jivan mera, lele jivan mera Insaan ko he kartar wo de Jo bas ke ujade na Aur pyar bhi aisa pyar mile jo ek bar Ro milke bichhde na Jai shiv shankar jai shiv shankar Shiv shankar kailash pati Jai shiv shankar jai shiv shankar Shiv shankar kailash pati Jivan ki reti me prani kya kya mahal banaye Jivan ki reti me prani kya kya mahal banaye Ek hawa ke jhoke se hi pal me sab mit jaye Pal me sab mit jaye Insaan ko he kartar wo de Jo bas ke ujade na Aur pyar bhi aisa pyar mile jo ek bar Ro milke bichhde na Jai shiv shankar jai shiv shankar Shiv shankar kailash pati Jai shiv shankar jai shiv shankar Shiv shankar kailash pati Din dukhi santan ke swami Tum hi palan hare Mar sake na usko koi Parbhu tum jiske rakhware Din dukhi santan ke swami Tum hi palan hare Mar sake na usko koi Parbhu tum jiske rakhware Tum jiske rakhware Insaan ko he kartar wo de Jo bas ke ujade na Aur pyar bhi aisa pyar mile jo ek bar Ro milke bichhde na Jai shiv shankar jai shiv shankar Shiv shankar kailash pati Jai shiv shankar jai shiv shankar Shiv shankar kailash pati.

More songs from Jogi