Indian Film History

Bhule Bisre Geet Lyrics

From Johnny Gaddar (2007)

Duration
6:01
Ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein Palat palat takdir badalati jaayein Jite wahi jo khelein daanv lagaayein Aaja baabu ab kaahe ghabraayein Ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein Palat palat takdir badalati jaayein Jite wahi jo khelein daanv lagaayein Aaja baabu ab kaahe ghabraayein Ghadi ki sunyiya Ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein Raahein muhabbat ki tedhi kuchh sidhi O yaadein kehlaaye baatein sab beeti Raahein muhabbat ki tedhi kuchh sidhi O yaadein kehlaaye baatein sab beeti Yaadon ko bisara bas khaabon ko apana Yaadon ko bisara bas khaabon ko apana Ghadi ki sunyiya arre ghadi ki sunyiya Ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein Palat palat takdir badalati jaayein Jite wahi jo khelein daanv lagaayein Aaja baabu ab kaahe ghabraayein Ghadi ki sunyiya Ghadi ki sunyiya tik tik chalti jaayein Dil dil diya na dil liya na jaane maine kya kiya Dil dil diya na dil liya na jaane maine kya kiya Main toh anjaan thi kahaan kho gayi Main toh naadaan thi teri ho gayi jal gayi bujh gayi Dil dil diya na dil liya na jaane maine kya kiya Dil dil diya na dil liya na jaane maine kya kiya Yeh jindagi ke raaste hain haseen Yeh jindagi ke raaste hain haseen Jite hai subahon shaam lete hai tera hi naam Lete hai subahon shaam tera naam Yeh jindagi ke raaste hain haseen Yeh jindagi ke raaste hain haseen Balkhaati julfon ke saayein hain pyaari pyaari kaatil nigaahein hain Ho honth hai ya mai ke pyaale hain palkon ke pichhe ujaale hain Yun hi jalana machalana yun hi girna sanbhalana Yun hi manjil se milna Yeh jindagi ke raaste hain haseen Yeh jindagi ke raaste hain haseen Jite hai subahon shaam lete hai tera hi naam Lete hai subahon shaam tera naam Yeh jindagi ke raaste hain haseen Yeh jindagi ke raaste hain haseen.

More songs from Johnny Gaddar

Bhule Bisre Geet Lyrics - Johnny Gaddar (2007) | Indian Film History