Dekhne Waale Tujhe Lyrics | Kaala Sooraj

                        
                        naam sathi ka wuzu karke liya karte hai
naam sathi ka wuzu karke liya karte hai
be piye hum hai wo mehkash jo kiya karte hai
darsh duniya ko mohabbat ka diya karte hai
shikwa ae kya wo to kamzarf kiya karte hai
peene wale to nigahon se piya karte hai
peene wale to
yun to lakhon hume hasti tere afsane hai
saikado baag tamanna tere veerane hai
shama ki majloo mein har rang ke parwane hai
haye meri nazar mein hakikat mein vo dewane hai
chak daman ko do has haske siya karte hai
chak daman ko