Badli Mein Chand Hai, To Aankhiyo Me Tum Piya Maano Ya Maano Na Lyrics | Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon

                        
                        Badli mein chand hai
To aankhiyo mein tum piya
Mano ya mano na
Jhuma rey jhuma

Badli mein chand hai
To aankhiyo mein tum piya
Mano ya mano na
Jhuma rey jhuma

Humko bhi chain nahi apni kasam
Aji jano ya jano na
Jhuma rey jhuma

Humko bhi chain nahi apni kasam
Aji jano ya jano na
Jhuma rey jhuma

Kaun sa tara chand ko pyara
Ek wahi jis pe ho naam tumhara
Kaun sa tara chand ko pyara
Ek wahi jis pe ho naam tumhara
Main na janu ye baate jara sa samjhana
Badli me chand hai
To aankhiyo me tum piya
Mano ya mano na
Jhuma rey jhuma

Humko bhi chain nahi apni kasam
Aji jano ya jano na
Jhuma rey jhuma

Aaj hawa me geet hai tere
Janati hai vo bhi tum mit ho mere
Aaj hawa me geet hai tere
Janati hai vo bhi tum mit ho mere
O mere man me samma ke na
Kahi chale jana
Humko bhi chain nahi apni kasam
Aji jano ya jano na
Jhuma rey jhuma

Badli me chand hai
To aankhiyo me tum piya
Mano ya mano na
Jhuma rey jhuma

Kaisi ghadi me aankh ladi thi
Gori jabhi milane ki pyas badhi thi
Kaisi ghadi mein aankh ladi thi
Gori jabhi milane ki pyas badhi thi
Na to dil ne ye socha
Na aankhiyo ne jana
Badli mein chand hai
To aankhiyo mein tum piya
Mano ya mano na
Jhuma rey jhuma

Humko bhi chain nahi apni kasam
Aji jano ya jano na
Jhuma rey jhuma.