Indian Film History

Mai Bhi Jalu Tu Bhi Jale Aaja Sanam Lag Jaa Gale Lyrics

From Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon (1971)

Singers
Usha Uthup
Lyricist
Prem Dhawan
Duration
3:33
Main bhi jalu tu bhi jale Aaja sanam lag ja gale Aag se hi aag bhujhe Baho mein aake dekhle ho Baho mein aake dekhle Main bhi jalu tu bhi jale Aaja sanam lag ja gale Aag se hi aag bhujhe Baho mein aake dekhle ho Baho mein aake dekhle Ji bhar ke aaj humko Arma nikalne hai Ji bhar ke aaj humko Arma nikalne hai Jab tak hai hose baki Pyale uchhalane hai Jawani ka nasha kya hai Mohabbat ka maja kya hai Tu ajama ke dekh le ho Tu ajama ke dekh le Main bhi jalu tu bhi jale Aaja sanam lag ja gale Aag se hi aag bhujhe Baho mein aake dekhle ho Baho mein aake dekhle Haye ye gram sanse Tann kyun pighal na jaye Haye ye gram sanse Tann kyun pighal na jaye Uf ye nazar ki teji Dil kyu machal na jaye Jo dhadkan hai tere dil mein Vo halchal hai mere dil mein Baho mein aake dekhle ho Baho mein aake dekhle Main bhi jalu tu bhi jale Aaja sanam lag ja gale Aag se hi aag bhujhe Baho mein aake dekhle ho Baho mein aake dekhle.

More songs from Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon

Mai Bhi Jalu Tu Bhi Jale Aaja Sanam Lag Jaa Gale Lyrics - Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon (1971) | Indian Film History