Indian Film History

Keh Raha Mera Dil Lyrics

From Kabul Express (2006)

Lyricist
Aditya Dhar
Duration
4:10
Khoi khoi zindagaani Khoi saaanson ke rawaani Tanhai ke darmiyan Jane kahan khoya insaaan Yeh mein manzil ka Khoya mukaaam Hai merei raah ka Khoya pyaam Keh rahaa mera dil jo Dard mmein chup gaye woh Jane kahan Dundta mein phir raha Yeh khoya jahan Keh rahaa mera dil jo Dard mmein chup gaye woh Jane kahan Dundta mein phir raha Yeh khoya jahan Hai kahan Rangisho ki kahani Khoye kisso ki zubaani Koi adhuri dastaan Jane kahan Khoya insaan Yeh meri zindagi ka khoya nishaaaan Yeh meri bandagi ka khoya armaaaan Keh rahaa mera dil jo Dard mmein chup gaye woh Jane kahan Dundta mein phir raha Yeh khoya jahan Keh rahaa mera dil jo Dard mmein chup gaye woh Jane kahan Dundta mein phir raha Yeh khoya jahan Hai kahan.

More songs from Kabul Express

Keh Raha Mera Dil Lyrics - Kabul Express (2006) | Indian Film History