Indian Film History

Yeh Main Aaya Kahan Lyrics

From Kabul Express (2006)

Lyricist
Aditya Dhar
Duration
4:07
Haan yeh mein aaya kahan hooon Kauf hai sehma hua hooon Haan yeh kaise fiza hai Dard hai behka hua hoon Na jaane kaise yeh dua Na jaaane kasie yeh pukar Na jaaane kasie yeh fariyad hai Aye mere khuda Sun le yeh sada haan Zakhamo ko mere tu chupa Ruhh ki yeh parchayi Dil ki yeh tanhai Dundu tere sajde mein panaah Aah mujhe jaana kahan hai Soch mein dooba hua hoon Haan yeh kaise saza hai Dard se bheka hua hoon Anjaaani se hai yeh subah Anjaanna sa hai yeh safar Anjaana sa hai intezaar hai Aye mere khuda Sun le yeh sada haan Zakhamo ko mere tu chupa Ruhh ki yeh parchayi Dil ki yeh tanhai Dundu tere sajde mein panaah Meri hasratoon ka yeh afsaaana Meri kashmakash ka yeh taraana Besabr waqt ko dundhe zamana Aye mere khuda Sun le yeh sada haan Zakhamo ko mere tu chupa Ruhh ki yeh parchayi Dil ki yeh tanhai Dundhu tere sajde mein panaah Aye mere khuda Sun le yeh sada haan Zakhamo ko mere tu chupa Ruhh ki yeh parchayi Dil ki yeh tanhai Dundhu tere sajde mein panaah.

More songs from Kabul Express

Yeh Main Aaya Kahan Lyrics - Kabul Express (2006) | Indian Film History