Indian Film History

Chale Bhole Baba Lyrics

From Kailashpati (1962)

Lyricist
madan bharti
Duration
4:02
Chale bhole baba ho Chale shankar baba Hoke bail pe sawar Karke anokha singar Chale bhole baba byah rachane ko Chale bhole baba byah rachane ko Chale bhole baba ho Chale shankar baba Hoke bail pe sawar Karke anokha singar Chale bhole baba byah rachane ko Chale bhole baba byah rachane ko Marghat ke babhut ko lekar Sare badan lagaye Kano mein rudraksh ka kundal Jata ko mor banaye Mani mal ke badle gale mein Mani mal ke badle gale mein Wish dhar ko latkaye Apni parwati ko rijhane ko Apni parwati ko rijhane ko Chale bhole baba ho Chale shankar baba Hoke bail pe sawar Karke anokha singar Chale bhole baba byah rachane ko Chale bhole baba byah rachane ko Bhakti ki shakti ke aage Aaj gaye shiv haar Bankar dulha bade prem se Chale himachal ke dwar Bhati bhati ke aaye barati Bhati bhati ke aaye barati Le le ke uphar Shiv ka chota sansar basane ko Shiv ka chota sansar basane ko Chale bhole baba ho Chale shankar baba Hoke bail pe sawar Karke anokha singar Chale bhole baba byah rachane ko Chale bhole baba byah rachane ko Parwati hai magan aaj Swagat ki kar tyari Nachat gawat dhum machawat Shiv aaye tripurari Kitni hi barate dekhi Kitni hi barate dekhi Yeh barat hai nyari Aaya war bahurwa byahne ko Aaya war bahurwa byahne ko Chale bhole baba ho Chale shankar baba Hoke bail pe sawar Karke anokha singar Chale bhole baba byah rachane ko Chale bhole baba byah rachane ko.

More songs from Kailashpati

Chale Bhole Baba Lyrics - Kailashpati (1962) | Indian Film History