Indian Film History

Ja Re Badal Ja Lyrics

From Kailashpati (1962)

Lyricist
madan bharti
Duration
3:28
Ja re badal ja desh piya ke ja Mere sajan se mera Sandesha ja sunake aa ja Ja re badal ja Garaj ke baras ke Kehna meri pukar Tadap raha koi panchhi Pinjare mein lachar Janam janam ke hum hai Sathi pi ko yaad dila Ja ja re badal ja ja Ja re badal ja desh piya ke ja Mere sajan se mera Sandesha ja sunake aa ja Ja re badal ja Ari jamuna mane dard na jaane Yeh bairi sansar Mere man ke bich khada hai Ban karke deewar Ho gayi main tan man se unki Ja unko batla Ja ja re badal ja ja Ja re badal ja desh piya ke ja Mere sajan se mera Sandesha ja sunake aa ja Ja re badal ja.

More songs from Kailashpati

Ja Re Badal Ja Lyrics - Kailashpati (1962) | Indian Film History