Is Duniya Mein Sabse Badhka Lyrics | Kala Bazaar

                        ek tuhjme hi sab kuch paya duniya se badhke tu

tujhe pa ke na karenge hum jannat ki aarju

pina hai humko hotho se tere pyalo se humko
pyale na dena
rahna hai humko aankho mei teri mahlo mei
humko jane na dena
kisi aur ki sunta hi nahi chala dil pe tera hi jadu
ek tuhjme hi sab kuch paya duniya se badhke tu
tujhe pa ke na karenge hum jannat ki aarju

kanch ki chudi hire ke jaise chahat me teri
itna asar hai

khoye hai hum bhi khwabo mei tere apni na
humko koi khabar hai
aai saj ke mere samne tu dil ho gya bekabu
ek tuhjme hi sab kuch paya duniya se badhke tu
tujhe pa ke na karenge hum jannat ki aarju.