Juma Juma Do Hi Mulaqaton Mein Lyrics | Kala Bazaar

                        
                        Jhuma jhuma do hi mulakaton mein
Maine sanam tujko chuna lakhon mein
Hona ho to pal mein bhi pyar ho jaye
Varna umar baton hi mein kho jaye

Gaalo se chhukar
Phoolo ko tune pyaar kiya
Aur bhi mere dil ko bekrar kiya
Gaalo se chhukar

Phoolo ko tune pyaar kiya
Aur bhi mere dil ko bekrar kiya
Tan ki daali tujko de daali
Mali e dali tere haatho me
Jhuma jhuma do hi mulakaton mein
Maine sanam tujko chuna lakhon mein
Hona ho to pal mein bhi pyar ho jaye
Varna umar baton hi mein kho jaye

Koi saheli naam tera jab leti hain
Preet meri dil ko tham leti hain
Koi saheli naam tera jab leti hain
Preet meri dil ko tham leti hain
Tu hi jeeva main duja nahin man mein
Ek hi chand jaise aankhon me
Jhuma jhuma do hi mulakaton mein
Maine sanam tujko chuna lakhon mein
Hona ho to pal mein bhi pyar ho jaye
Varna umar baton hi mein kho jaye

Pyase rahey hum hoti rahi barsat waha
Tanha rahey hum aahti rahi baraat waha
Pyase rahey hum hoti rahi barsat waha
Tanha rahey hum aahti rahi baraat waha
Ik din apna sach hoga sapna

Sapne dekka jo teri ankhon se
Jhuma jhuma do hi mulakaton mein
Maine sanam tujko chuna lakhon mein
Hona ho to pal mein bhi pyar ho jaye
Varna umar baton hi mein kho jaye.