Indian Film History

Chanda Ki Doli Lyrics

From Kala Samunder (1962)

Music
N Dutta
Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:04
Chanda ki doli taaro ki toli Kiski hai yeh barat Yeh kaun bholi saajan ki holi Na jaane aaj ki raat Aaj ki raat aaj ki Raat aaj ki raat re Haye na jaane aaj ki raat Yeh kisne pehni preet ke gahne Ghunghat nikala aaj Ghunghat nikala aaj Yeh kiske angana aayi hai sajna Pahre pe baithi laaz Pahre pe baithi laaz Pahre pe baithi laaz Are matka ke ankhiya Karta hai batiya Yeh kaun kiske sath Aaj ki raat aaj ki Raat aaj ki raat re Na jaane aaj ki raat Ban than ke chalti saajan ki nagri Babul ka chhoda desh He re babul ka chhoda desh Haye dekhe judayi kiske lagai Sakhiyo ke man ko thesh He ri sakhiyo ke man ko thesh Haye sakhiyo ke man ko thesh Kuch myuskurake Puchho to jake Sehnayi se yeh baat Aaj ki raat aaj ki Raat aaj ki raat re Na jaane aaj ki raat Chanda ki doli taaro ki toli Kiski hai yeh barat Yeh kaun bholi saajan ki holi Na jaane aaj ki raat Aaj ki raat aaj ki Raat aaj ki raat re Na jaane aaj ki raat.

More songs from Kala Samunder

Chanda Ki Doli Lyrics - Kala Samunder (1962) | Indian Film History