Indian Film History

Mohabbat Karo To Karo Lyrics

From Kala Samunder (1962)

Music
N Dutta
Duration
7:02
Mohabbat karo Mohabbat karo to karo chhup chupaa ke Mohabbat karo to karo chhup chupaa ke Na chhedo ye nagmaa kisi ko sunaa ke Na chhedo ye nagmaa kisi ko sunaa ke Mohabbat karo to karo chhup chupaa ke Mohabbat karo to karo chhup chupaa ke Mohabbat karo to karo chhup chupaa ke Chhupaa ke chhupaa ke chhupaa ke Chhupaa ke chhupaaaa ke Mohabbat karo to karo chhup chupaa ke Mohabbat karo to karo chhup chupaa ke Kadam yoon dharo Koi ghunghroo na chhanke Ghunghroo na chhanke Ghungroo na chhanke Hoo galey yoon lago Koi choodi na khanke Choodi na khanke Haay choodi na khanke Kadam yoon dharo Koi ghunghroo na chhanke Galey yoon lago Koi choodi na khanke Choodi na khanke Haaye choodi na khanke Uthhaa dengey toofaan Ye bande khudaa ke Ye bande khudaa ke Khudaa ke khudaa ke Khudaaaa ke Mohabbat karo to karo chhup chupaa ke Mohabbat karo to karo chhup chupaa ke Jalen jalne waale Hamaari balaa se Hamaari balaa se Hamaari balaa se Hooo chalengey latak se Hansengey adaa se Hansengey adaa se Hansengey adaa se Jalen jalne waale Hamaari balaa se Chalengey latak se Hansengey adaa se Hansengey adaa se Hansengey adaa se Jo karna hai kar lein Ye bande khudaa ke Ye bande khudaa ke Khudaa ke khudaa ke Khudaaaa ke Hamen darr hai kyaa Jo milen chhup chhupaa ke Hamen darr hai kyaa Jo milen chhup chhupaa ke Mohabbat buree shai hai Apne watan mein Apne watan mein Ji apne watan mein Ke hum sab se aage hain Nafrat ke fun mein Nafrat ke fun mein Ji nafrat ke fun mein Mohabbat buree shai hai Apne watan mein Ke hum sab se aage hain Nafrat ke fun mein Nafrat ke fun mein Ji nafrat ke fun mein Mohabbat ko milte hain Tohfe sazaa ke ye tohfe sazaa ke Sazaa ke sazaa ke sazaaaa ke Mohabbat karo to karo chhup chupaa ke Mohabbat karo to karo chhup chupaa ke Mohabbat ke dum se Ye duniya haseen hai Ye duniya haseen hai Ye duniya haseen hai ho o o Mohabbat nahin hai To kuchh bhi nahin hai To kuchh bhi nahin hai To kuchh bhi nahin hai Mohabbat ke dum se Ye duniya haseen hai Mohabbat nahin hai To kuchh bhi nahin hai To kuchh bhi nahin hai To kuchh bhi nahin hai Kahengey ye duniya se Nazren milaa ke ahaa Nazren milaa ke Milaa ke milaa ke milaaaa ke Hamen darr hai kyaa Jo milen chhup chhupaa ke Hamen darr hai kyaa Jo milen chhup chhupaa ke Buzurgon ke kehnaa hai Chaahat buree hai Haqeeqat hai ye Un ki haalat buree hai Woh kehte hain Hansne ki aadat buree hai Wo rotey rahen Un ki qismat buree hai Yahaan dillagi aur sharaarat buree hai Jo socho to jhootthi sharaafat buree hai Koi kab tak fitrat ko Rakhey dabaa ke haaye Rakhey dabaa ke Dabaa ke dabaa ke Dabaaaa ke Koi kab tak fitrat ko Rakhey dabaa ke Koi kab tak fitrat ko Rakhey dabaa ke.

More songs from Kala Samunder