Indian Film History

Dil Se Teri Nigaah Lyrics

From Karwan E Hayat (1935)

Singers
K L Saigal
Duration
3:20
Dil Se Teri Nigaah Aaaaa Jigar Tak Utar Gayi Dil Se Teri Nigaah Jigar Tak Utar Gayi Donon Ko Ik Adaa Mein Razaamand Kar Gayi Donon Ko Ik Adaa Mein Razaamand Kar Gayi Wo Baadaa-E-Shabaanaa Ki Sarmastiyaan Kahaan Uthhiye Bas Ab Ki Lazzat-E Khwaab-E-Sehar Gayi Uthhiye Bas Ab Ki Lazzat-E- Khwaab-E-Sehar Gayi Dekho To Dil Farebi-E- Andaaz-E-Naqsho-Paa Dekho To Dil Farebi-E- Andaaz-E-Naqsho-Paa Mauj-E-Khiraam-E-Yaar Bhi Kya Gul Katar Gayi Mauj-E-Khiraam-E-Yaar Bhi Kya Gul Katar Gayi Nazzaare Ne Bhi Kaam Kiyaa, Haaaay, Wa Naqaab Ka, Haaaay Nazzaare Ne Bhi Kaam Kiyaa Wa Naqaab Ka Masti Se Har Nigaah Tere Rukh Par Bikhar Gayi Masti Se Har Nigaah Tere Rukh Par Bikhar Gayi Mara Zamaane Ne Hey Aaa Haa Mara Zamaane Ne Asadullah Khan Tumhen Heyy Mara Zamaane Ne Asadullah Khan Tumhen Wo Valvaleh Wo Wo Walvaleh Kahaan Wo Jawaani Kidhar Gayi Wo Walvaleh Kahaan Wo Jawaani Kidhar Gayi.

More songs from Karwan E Hayat

Dil Se Teri Nigaah Lyrics - Karwan E Hayat (1935) | Indian Film History