Indian Film History

Hairat E Nazara Aakhir Lyrics

From Karwan E Hayat (1935)

Singers
K L Saigal
Duration
3:15
Hairat-E-Nazara Aakhir Ban Gayin Ranayiyaan Hairat-E-Nazara Aakhir Ban Gayin Ranayiyaan Khaaq Ke Zarron Mein Aati Hain Nazar Gulzaariyaan Khaaq Ke Zarron Mein Aati Hain Nazar Gulzaariyaan Jab Se Dekhaa Hai Tujhe Ik Dard Hai Dil Mein Nihaan Jab Se Dekhaa Hai Tujhe Ik Dard Hai Dil Mein Nihaan Ae Sabaa Le Jaa Toohi Un Tak Meri Bedaariyaan Hairat-E-Nazara Aakhir Ban Gayin Ranayiyaan Marhabaa Barq-E-Jamaal-E Marhabaa Barq-E-Jamaal-E Marhabaa Barq-E-Jamaal-E-Yaar Tujh Par Be-Nisaar Marhabaa Josh-E-Junoon-E-Ishq Ki Ruswaaiyaan Hairat-E-Nazara Aakhir Ban Gayin Ranayiyaan Alvidaa Ae Qaafile Waale Mujhe Ab Chhod Do Meri Kismat Mein Likhi Hain Dasht Ki Veeraaniyaan Hairat-E-Nazara Aakhir Ban Gayin Ranayiyaan.

More songs from Karwan E Hayat

Hairat E Nazara Aakhir Lyrics - Karwan E Hayat (1935) | Indian Film History