Indian Film History

Jee Huzoor Lyrics

From Kasam (2001)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
6:21
Jee huzoor jee huzoor Mara gaya ek bekasoor Jee huzoor jee huzoor Mara gaya ek bekasoor Mara gaya ek bekasoor Kariye kuchh kariye zaroor Jee huzoor jee huzoor Mara gaya ek bekasoor Mara gaya ek bekasoor Kariye kuchh kariye zaroor Jee huzoor jee huzoor Mara gaya ek bekasoor Wo mujrim hai hamne maana Arey bhai hamne maan liya na Wo mujrim hai hamne maana Par apna hai nahi begana Wo hai aapke dil ka tukda Wo hai aapke dil ka tukda Kitna sundar uska mukhda Kitna sundar uska mukhda Laga gayi usko nazar kisi ki Laga gayi usko nazar kisi ki Haay tauba chashme badoor Jee huzoor jee huzoor Mara gaya ek bekasoor Mara gaya ek bekasoor Kariye kuchh kariye zaroor Jee huzoor jee huzoor Mara gaya ek bekasoor Arey usne ek ladki ko chheda Chumme le liye baara tera Arey aur tu kuchh nahi kiya Usne ek ladki ko chheda Us par itna bada bakheda Kanha ne radha ko chheda Kanha ne radha ko chheda Gopiyo ko panghat pe ghera Gopiyo ko panghat pe ghera Usko na police ne pakda na na Usko na police ne pakda Is se phir kya hua kasoor Jee huzoor jee huzoor Mara gaya ek bekasoor Mara gaya ek bekasoor Kariye kuchh kariye zaroor Jee huzoor jee huzoor Mara gaya ek bekasoor Aakhir wo hai aapka beta Aakhir wo hai aapka beta Thanedar ne jise lapeta Thanedar ne jise lapeta Yeh sarkar ka order hai kya Yeh sarkar ka order hai kya Raja rank barabar hai kya Kisne yeh kanoon banaya Kisne yeh kanoon banaya Kisne banaya yeh dastoor Jee huzoor jee huzoor Mara gaya ek bekasoor Jee huzoor jee huzoor Mara gaya ek bekasoor Mara gaya ek bekasoor Kariye kuchh kariye zaroor Jee huzoor jee huzoor Mara gaya ek bekasoor Mara gaya ek bekasoor Mara gaya ek bekasoor Mara gaya ek bekasoor.

More songs from Kasam