Shad Rahe Aabad Rahe Tu Lyrics | Kasam

Lyricist : Anand Bakshi
Music Director : Vikas Sharma , Viju Shah
Singer : Kumar Sanu
                        
                        Shad rahe aabad rahe tu
Shad rahe aabad rahe tu
Dekhu na teri aankho mein aasu
Haath utha ke rab se dua yeh
Haath utha ke rab se dua yeh
Maangu main din raat
Ho rab jaane hai kya baat
Ho rab jaane hai kya baat

Meri dafli teri payal
Meri dafli teri payal
Bajte hai ek saath
Ho rab jaane hai kya baat
Ho rab jaane hai kya baat

Ujad gaya geeto ka mela
Ujad gaya geeto ka mela
Tere bina phirta main alkela
Ro padta hun jab rakhta hun

Ro padta hun jab rakhta hun
Dafli pe yeh haath.