Indian Film History

Mai Jaan Gaya Pehchan Gaya Lyrics

From Kashinath (1943)

Singers
Asit Baran
Duration
1:50
main jaan gaya pehchan gaya main jaan gaya pehchan gaya is ghor andheri raat me jagi tumne mujhe pukara gunj utha hai gunj utha hai milan geet se isliye jag sara main jaan gaya pehchan gaya ha tumne mujhe pukara jaise hawa jaise hawa sine me laga patto ko uda le jaye jaise dariya pehlu me bitha tinko ko baha le jaye vaise tumhe banane apna sacha karne jivan sapna paas tumhare aata hai paas tumhare aata hai ye mann ka geet tumhara main jaan gaya pehchan gaya ha tumne mujhe pukara tumne mujhe pukara tumne mujhe pukara

More songs from Kashinath