Indian Film History

Jitna Zaruri Man Ka Milan Lyrics

From Kashmakash (1973)

Lyricist
Indeevar
Duration
3:04
Jitna zaruri man ka milan Tan ka milan utna hi zaruri Jitna zaruri man ka milan Tan ka milan utna hi zaruri Ek pal juda na rehna Kyun kya ho jaayega Ek pal juda na rehna Mushkil judaai sehana Kadam behak jaaye Itani bhi thik nahi duri Jitna zaruri man ka milan Tan ka milan utna hi zaruri Tum hi tum samyi ho Meri nas nas mein Hoke dur rahega na dil Yeh mera mere bas mein Bandh gayi tumse dori Aur tum meri kamzori Bandh gayi tumse dori Aur tum meri kamzori Asie na tarsao pyaas karo puri Jitna zaruri man ka milan Tan ka milan utna hi zaruri Tum bina hai yeh Nagma ahura adhura Do badan mile jab Tabhi pyaar hota hai pura Kuchh bhi nahi main tujh bin Aur kuchh bhi nahi tu mujh bin Kuchh bhi nahi main tujh bin Aur kuchh bhi nahi tu mujh bin Asie na tarsao pyaas karo puri.

More songs from Kashmakash