Pyaar Tujhe Aisa Karungi Sanam Lyrics | Kashmakash

                        
                        Pyaar tujhe aisa karungi sanam
Pyaar tujhe aisa karungi sanam
Kisi ne na ab tak kiya hoga
Jaam zindagi ka pilaungi wo
Jaam zindagi ka pilaungi wo
Kisi ne na ab tak diya hoga
Pyaar tujhe aisa karungi sanam

Sabko aati nahi yeh pyar ki kala
Pyar ki yeh kala dikhaungi tujhe
Sabko aati nahi yeh pyar ki kala
Pyar ki yeh kala dikhaungi tujhe
Jeet lena dilo ko hai mushkil magar
Jeet lena dilo ka batungi tujhe
Jiska milna mushkil aisa dungi na dil
Na tune na maine kisi ne
Kisi ko diya hoga pyaar
Pyaar tujhe aisa karungi sanam
Pyaar tujhe aisa karungi sanam
Kisi ne na ab tak kiya hoga
Pyaar tujhe aisa karungi sanam

Na main itna milungi ke bhar jaaye dil
Na bichhdungi itna ke bhar jaaye dil
Ho aisa milan raat baaki rahe
Bujhe to magar pyaas baaki rahe
Aisa nazrana ham denge tujhko sanam
Na tune na maine kisi ne
Kisi ko diya hoga pyaar
Pyaar tujhe aisa karungi sanam
Pyaar tujhe aisa karungi sanam
Kisi ne na ab tak kiya hoga
Jaam zindagi ka pilaungi wo
Jaam zindagi ka pilaungi wo
Kisi ne na ab tak diya hoga
Pyaar tujhe aisa karungi sanam.