Indian Film History

Aaj Ki Raat Lyrics

From Kavi Kalidas (1959)

Lyricist
Bharat Vyas
Duration
5:02
Jise banaya khevanahara Wahi aaj kar gaya kinara Apna banake aaj kisine Lut liya re bhagya hamara Aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat Chandani ang me aag lagaye Chakori jhar jhar nir Bahaye aaj mera Chanda nahi hai sath Aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat Aa aa ha ha aa ha ha aa ha ha Aaj ki rat aaj ki rat Aaj ki rat aaj ki rat Aaj ki rat aaj ki rat magan Mann mand mand muskaye Chakori mann me khil Khil jaye aaj mera Chanda hai mere sath Aaj ki rat aaj ki rat Aaj ki rat aaj ki rat Aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat Basanti rut nayano me Aaj ki pavas ban ke chhayi hai Nirali yeh punam ki rat Amavas ban ke aayi hai Kise nayanan kaa nir dikhau Kise mai mann ki pir batau Aaj mera chanda nahi hai sath Aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat Aa aa ha ha aa ha ha aa ha ha Aaj ki rat aaj ki rat Aaj ki rat aaj ki rat Aaj kyon bajate sananan Chhun mere panv ki yeh payal Nayan me kaun samaya re Bikharane laga mera kajal Aaj mai git prit ke gau Kabhi sharamau kabhi musakau Aaj mera chanda hai mere sath Aaj ki rat aaj ki rat Aaj ki rat aaj ki rat Aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat.

More songs from Kavi Kalidas