Jai Saraswati Lyrics | Kavi Kalidas

Lyricist : Bharat Vyas
Music Director : S N Tripathi , S N Tripathi
Singer : Manna Dey
                        
                        Jai saraswati
Jai saraswati shakti de sati
Tej de gati fer de mati
Aaj kanth se fut pade maa
Amrit ki bani
Vardan rup me gyan dan me
He veena bani
Jai jai saraswati shakti de sati

Bhaw bharti nitya kare parnam
Swaayam kalam upmao ki
Varsha kare lalam
Parapt ho mere dakh chand ho
Bandi aatho yam
Meri lekhni me jhume
Karay kunj ho madhu nikunj ho
Bhau dunj ho
Shabd shabd gunjar uthe
Ghar ghar me kalyani
Vardan rup me gyan dan me
He veena bani
Jai jai saraswati shakti de sati
Jai jai saraswati
Jai jai saraswati
Jai jai saraswati

Kamal nal sam
Mohe kam tamam
Kanak churi si kamini
Mare chitwan ban.