Indian Film History

Hum Dono Mein Lyrics

From Khatron Ke Khiladi (1988)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:48
Hum dono mein kuch na kuch hai Jane us ka kya naam hai Hum dono mein kuch na kuch hai Jane us ka kya naam hai Toba vo naam na lena Vo naam bada badnaam hai Hum dono mein kuch na kuch hai Jane us ka kya naam hai Hum dono mein kuch na kuch hai Jane us ka kya naam hai Toba vo naam na lena Vo naam bada badnaam hai Hum dono mein kuch na kuch hai Inkar karo ikarar karo Inkar karo ikarar karo Dil mein kya hai ijhar karo Hotho pe baat na aaye To aankho aankho mein pyar karo Chahat ki ye khamoshi bhi Samjho to paigam hai Hum dono mein kuch na kuch hai Jane us ka kya naam hai Mujhko kahna kuch or nahi Bas ishq pe koi jor nahi Mujhko kahna kuch or nahi Bas ishq pe koi jor nahi Umaye se mujhko mat dekho Main aasihik hu koi chor nahi Na na par meri neend churane ka Tum pe ilzam hai Hum dono mein kuch na kuch hai Jane us ka kya naam hai Koi vada mere sath karo Koi vada mere sath karo Tum pyar mujhe din raat karo Arey kuch mere dil ka haal suno Koi apne dil ki baat karo Main hoon aur yaad tumhari Aur mujhe kya kaam hai Hum dono mein kuch na kuch hai Jane us ka kya naam hai Toba vo naam na lena Vo naam bada badnaam hai Hum dono mein, hum dono mein Kuch na kuch hai, kuch na kuch hai Hum dono mein kuch na kuch hai Hum dono mein.

More songs from Khatron Ke Khiladi

Hum Dono Mein Lyrics - Khatron Ke Khiladi (1988) | Indian Film History