Tumse Bana Mera Jeevan Lyrics | Khatron Ke Khiladi

                        
                        Tumse bana mera jeevan
Sundar sapan salona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Tumse bana mera jeevan
Sundar sapan salona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Main kitna khush kismat hoon
Mujhe tumhara pyar mila
Main kitni khush kismat hoon
Mujhe tumhara pyar mila

Or bhala kya mangu
Pyar mila sansar mila
Pyar mila sansar mila
Kya karne hai hire moti
Kya karna chandi sona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Tumse bana mera jeevan
Sundar sapan salona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Maine rakha hai tumko
Is ji mein jaan bana ke
Maine rakha hai tumko
Is ji mein jaan bana ke

Rakhna tum mujhko apne
Gajare ka phool bana ke
Gajare ka phool bana ke
Mere dil mein yaado ke
Kate nahi chhubhona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Tumse bana mera jeevan
Sundar sapan salona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Tumse bana mera jeevan
Sundar sapan salona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona.