Indian Film History

Isse Pyar Kaise Karoon Lyrics

From Khosla Ka Ghosla (2006)

Duration
4:07
Na ataa na pata sochati hai yeh kya Na hai sar na hai paanv kaunsa iska gaanv Phatphati si lage chatpati si lage Kuchh nahi hai magar dosti si lage Naa badalti na sambhalti Yun yeh jamti yun pighalti Kya hai yeh kya pata Kya hai yeh kya pata Intezaar aitbaar isse pyar kaise karu Na ataa na pata sochata hai yeh kya Na hai sar na hai paanv kaunsa iska gaanv Ghus gaya kaise yeh Dil mein kis raaten Bewkuff thoda sa aaste aaste Apane mein dooba sa hai yeh ajooba sa Kya musibat hai yeh Kya musibat hai yeh Intezaar aitbaar isse pyar kaise karu Kaise karu un baaton ka yakeen Jo kehta hi nahi Yeh rok leta hai jin khayalon ko Kehta hi nahi Kaise karu main usse koi baat Jo din ho ya ho raat Udti hi phirti hai ek pal jo kahi pe Rehti nahi Kya hai yeh kya pata Kya hai yeh kya pata Intezaar aitbaar isse pyar kaise karu Na ataa na pata sochati hai yeh kya Na hai sar na hai paanv kaunsa iska gaanv Kya musibat hai yeh Kya musibat hai yeh Intezaar aitbaar isse pyar kaise karu..

More songs from Khosla Ka Ghosla

Isse Pyar Kaise Karoon Lyrics - Khosla Ka Ghosla (2006) | Indian Film History