Indian Film History

Hum Aur Tum Lyrics

From Kiss Kis Ko (2004)

Lyricist
Sachin Tyagi
Duration
3:33
Hum aur tum jahan Lade hum hasi sama Hum aur tum jahan Lade hum hasi sama Hum ho jahan aisa ho waha Mange wo jawa Lade hum hasi sama Raaho ki hawa mein Pyar ke bharoshe dekhi ho udane Lade hum hasi sama Masti mein jhume nache gaaye Aur hum mauj manaye Phir mil jhul ke sab khushiya bate Aur hum pyar badhaye Yeh pal hai khushiyo ka mela Aaj na koi akela Sirf zindagi ka aalam ho Dil se dil mil jaaye Duniya ke sare gham bhula ke Iss pal mein kho jaaye Hum aur tum jahan Lade hum hasi sama Hum ho jahan aisa ho waha Mange wo jawa Lade hum hasi sama Sab ke hotho pe mithi si Ek muskan laaye Sab ke jeevan mein khushiyo ke Rang naye bikharaye Kal ki humko na hai parvah Kisi pata kya hoga Har lamhe mein sara jeevan Hum to jeete jaaye Duniya ke sare gham bhula ke Iss pal mein kho jaaye Hum ho jahan aisa ho waha Mange wo jawa Lade hum hasi sama Raaho ki hawa mein Pyar ke bharoshe dekhi ho udane Lade hum hasi sama Dheere in rango ko hum Dil se lenge Aate hai jeevan mein mushkil se Duniya ke sare gham bhula ke Iss pal mein kho jaaye Hum aur tum jahan Lade hum hasi sama Hum ho jahan aisa ho waha Mange wo jawa Lade hum hasi sama Raaho ki hawa mein Pyar ke bharoshe dekhi ho udane Lade hum hasi sama Hum ho jahan aisa ho waha Mange wo jawa Lade hum hasi sama.

More songs from Kiss Kis Ko

Hum Aur Tum Lyrics - Kiss Kis Ko (2004) | Indian Film History