Indian Film History

Sama Gayi Lyrics

From Kiss Kis Ko (2004)

Lyricist
Sachin Tyagi
Duration
4:00
Uski kya ada hai Usi pe dil fida hai Uski chal aise bemisal jaise Sama gayi wo Meri dhadkan mein Uski kya ada hai Usi pe dil fida hai Uski chal aise bemisal jaise Sama gayi wo Meri dhadkan mein Uski ek hi nazar Kar gayi kya asar Jaise samne wo aayi Mere khwabo mein samai Uske husn ka kamal Ab usi ka hai khayal Ho gaya hu main behal Uff qayamat Sama gayi wo Meri dhadkan mein Iski sanso ki khushbu Bhikhari hai charasu Uff qayamat Mahek utha hai yeh chaman Khil raha hai mera mann Uski wo jadugari Bijli mujhpe hai giri Wo hur hai ya pari Uff yeh mohabbat Sama gayi wo Meri dhadkan mein Sama gayi meri dhadkan mein Uski chal aise bemisal jaise Sama gayi meri dhadkan mein.

More songs from Kiss Kis Ko

Sama Gayi Lyrics - Kiss Kis Ko (2004) | Indian Film History