Indian Film History

Paas Aakar To Na Yun Sharmaiye Lyrics

From Laadla (1966)

Duration
4:22
Paas aakar to na yun sharmaiye Paas aakar to na yun sharmaiye Do ghadi ka sath hai khul jaiye Aapke dil mein jo hai kah jaiye Aapke dil mein jo hai kah jaiye Hum sunenge sokh se farmaiye Paas aakar to na yun sharmaiye Paas aakar to na yun sharmaiye Sochta hu main kahu ya na kahu Chup raha hu aaj tak chup hi rahu Sochta hu main Sochta hu main kahu ya na kahu Chhup raha hu aaj tak chup hi rahu Chhup hi rahu Dekhiye ab aur na uljhaiye Dekhiye ab aur na uljhaiye Hum sunenge sokh se farmaiye Paas aakar to na yun sharmaiye Paas aakar to na yun sharmaiye Baat ye hai ho gaya hai mujhko wo Baat ye hai ho gaya hai mujhko wo Samjh lo na ke wo Wo ka matlab aap hi samjhayiye Wo ka matlab aap hi samjhayiye Hum sunenge sokh se farmaiye Paas aakar to na yun sharmaiye Paas aakar to na yun sharmaiye Jiske pahle pa hai jiske pahle pa hai Aur pichhe hai ra jiske pahle pa hai Aur pichhe hai ra bich mein kaise kahu Aata hai ya, aata hai ya Ye azab sargum hai fir se gaiye Ye azab sargum hai fir se gaiye Hum sunenge sokh se farmaiye Paas aakar to na yun sharmaiye Paas aakar to na yun sharmaiye Aapke dil mein jo hai kah jaiye Paas aakar to na yun sharmaiye.

More songs from Laadla

Paas Aakar To Na Yun Sharmaiye Lyrics - Laadla (1966) | Indian Film History