Indian Film History

Is Hansti Gaati Duniya Lyrics

From Lajawab (1950)

Lyricist
Safdar Aah
Duration
3:31
Is Hansati Gaati Duniya Mein Hai Mera Kaun Sahara Hai Mera Kaun Sahara Main Aankh Se Tapka Aansoo Hoon Aakash Se Tuta Tara Aakash Se Tuta Tara Main Aankh Se Tapka Aansoo Hoon Aakash Se Tuta Tara Aakash Se Tuta Tara Meri Kismat Ban Kar Bigad Gayi Duniya Bas Kar Ujhad Gayi Ujhad Gayi Jab Naiya Dubi Maujo Mein Tha Kitna Paas Kinara Tha Kitna Paas Kinara Jab Naiya Dubi Maujo Mein Tha Kitna Paas Kinara Tha Kitna Paas Kinara Is Dil Ki Duwaae Le Jau Ho Aur Bhi Gham To De Jao De Jao Jeena Hai Do Dil Jee Lenge Bas Leke Naam Tumhara Bas Leke Naam Tumhara Jeena Hai Do Din Jee Lenge Bas Leke Naam Tumhara Bas Leke Naam Tumhara Is Hansati Gaati Duniya Mein Hai Mera Kaun Sahara Hai Mera Kaun Sahara.

More songs from Lajawab

Is Hansti Gaati Duniya Lyrics - Lajawab (1950) | Indian Film History