Jab Kari Badariya Chayegi Lyrics | Lajawab

Lyricist : Prem Dhawan
Music Director : J P Advani , Anil Biswas
Singer : Meena Kapoor
                        
                        Jab Kari Badariya Chayegi
Aur Yaad Teri Tadpayegi
Jab Kari Badariya Chayegi
Aur Yaad Teri Tadpayegi
Main Kiski Rah Taku Sajanwa
Kiski Rah Taku
Jab Kari Badariya Chayegi
Aur Yaad Teri Tadpayegi
Jab Kari Badariya Chayegi
Aur Yaad Teri Tadpayegi

Jab Chand Jhalak Dikhlayega
Chandi Ke Rath Mein Aayega
Jab Chand Jhalak Dikhlayega
Chandi Ke Rath Mein Aayega
Jab Bairan Neend Na Aayegi
Jab Bairan Neend Na Aayegi
Main Kiski Rah Taku
Main Kiski Rah Taku
Sajanwa Kiski Rah Taku
Jab Kari Badariya Chayegi
Aur Yaad Teri Tadpayegi
Jab Kari Badariya Chayegi
Aur Yaad Teri Tadpayegi

Sawan Ki Bhari Barsato Mein
In Bheegi Bheegi Raato Mein
Sawan Ki Bhari Barsato Mein
In Bheegi Bheegi Raato Mein
Jab Rim Jhim Aag Lagayegi
Jab Rim Jhim Aag Lagayegi
Main Kiski Rah Taku
Main Kiski Rah Taku
Sajanwa Kiski Rah Taku
Jab Kari Badariya Chayegi
Aur Yaad Teri Tadpayegi
Jab Kari Badariya Chayegi
Aur Yaad Teri Tadpayegi.