Indian Film History

Yeh Sitam Mere Saath Lyrics

From Lakshman Rekha (1991)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:36
Yeh sitam mere saath mein ho gaya Ho mera dil kal raat mein kho gaya Main dhundhti phir rahi hoon uske nisha Dhokha woh de gaya woh sab le gaya Dhokha woh de gaya woh sab le gaya Yeh sitam mere saath mein ho gaya Ho mera dil kal raat mein kho gaya Main dhundhti phir rahi hoon uske nisha Dhokha wo de gaya wo sab le gaya Dhokha wo de gaya wo sab le gaya Maine kiya uspe aitbar Karna tha do char din intzaar Maine kiya uspe aitbar Karna tha do char din intzaar Pahli nazar mein kar liya pyar Pyar yeh pahli mulakat mein ho gaya Yeh sitam mere saath mein ho gaya Ho mera dil kal raat mein kho gaya Main dhundti phir rahi hoon us bewafa ko Inkaar ka bhi na mauka mila Ikraar na bhi na mauka mila Inkaar ka bhi na mauka mila Ikraar na bhi na mauka mila Aisa ye dila ka sauda hua Sauda ye aise halat mein ho gaya Yeh sitam mere saath mein ho gaya Ho mera dil kal raat mein kho gaya Main dhundti phir rahi hoon us bewafa ko.

More songs from Lakshman Rekha

Yeh Sitam Mere Saath Lyrics - Lakshman Rekha (1991) | Indian Film History