Indian Film History

Banti Nazar Aati Nahin Lyrics

From Lal Haveli (1944)

Singers
Noor Jehan
Duration
3:11
Banti Nazar Aati Nahin Tadbeer Hamaari Tadbeer Hamaari Banti Nazar Aati Nahin Tadbeer Hamaari Tadbeer Hamaari Mar Jaayenge Tab Jaagegi Taqdeer Hamaari Mar Jaayenge Tab Jaagegi Taqdeer Hamaari Taqdeer Hamaari Banti Nazar Aati Nahin Tadbeer Hamaari Tadbeer Hamaari Kyun Mast Hawaaen Hamen Aa Aa Ke Sataayen Kuchh Yaad Dilaayen Bijli Si Giraayen Dil Tut Chukaa Lut Chuki Jaagir Hamaari Jaagir Hamaari Dil Tut Chukaa Lut Chuki Jaagir Hamaari Jaagir Hamaari Banti Nazar Aati Nahin Tadbeer Hamaari Tadbeer Hamaari Jee Chaahtaa Hai Aag Zamaane Mein Lagaa Doon Duniyaa Ko Jalaa Doon Duniyaa Ko Jalaa Doon Baaki Nahin Ab Aahon Mein Taasir Hamaari Taasir Hamaari Baaki Nahin Ab Aahon Mein Taasir Hamaari Taasir Hamaari Banti Nazar Aati Nahin Tadbeer Hamaari Tadbeer Hamaari.

More songs from Lal Haveli

Banti Nazar Aati Nahin Lyrics - Lal Haveli (1944) | Indian Film History