Indian Film History

Dil Na Lagana Lyrics

From Lal Haveli (1944)

Duration
2:03
Tum Bhool Ke Fande Mein Haseenon Ke Na Aana Tum Bhool Ke Fande Mein Haseenon Ke Na Aana Dil Na Lagana Meri Jaan Dil Na Lagana Meri Jaan Dil Na Lagana In Mast Nazar Waalon Se Aankhen Na Ladaana In Mast Nazar Waalon Se Aankhen Na Ladaana Aankhen Na Ladaanaa Dil Na Lagana Meri Jaan Dil Na Lagana Meri Jaan Dil Na Lagana Waadon Ka Bharosha Nahin Maashooq Hain Jhoothhe Waadon Ka Bharosha Nahin Maashooq Hain Jhoothhe Baaten Hain Bahut Bholi Magar Dil Ke Hain Khote Baaten Hain Bahut Bholi Magar Dil Ke Hain Khote Kudrat Ne Sikhaaya Hai Inhein Dil Ka Churaana Kudrat Ne Sikhaaya Hai Inhein Dil Ka Churaana Dil Na Lagana Meri Jaan Dil Na Lagana Meri Jaan Dil Na Lagana Firte Hain Jo Baazaaron Mein Ye Surkhiyaan Daalen Firte Hain Jo Baazaaron Mein Ye Surkhiyaan Daalen Zulfon Ka Faqat Dhokhaa Hai Do Naag Hain Paale Zulfon Ka Faqat Dhokhaa Hai Do Naag Hain Paale Dans Jaayengi Dekho Kabhi Nazdeek Na Jaana Dans Jaayengi Dekho Kabhi Nazdeek Na Jaana Dil Na Lagana Meri Jaan Dil Na Lagana Meri Jaan Dil Na Lagana Tum Bhool Ke Fande Mein Haseenon Ke Na Aana Tum Bhool Ke Fande Mein Haseenon Ke Na Aana Dil Na Lagana Meri Jaan Dil Na Lagana Meri Jaan Dil Na Lagana.

More songs from Lal Haveli

Dil Na Lagana Lyrics - Lal Haveli (1944) | Indian Film History